Father Day Shayari in Hindi

In this post, I am sharing Father day shayari | Fathers day shayari in hindi | Shayari for father in hindi | Shayari on father’s day in hindi | Happy fathers day par shayari

Father Day Shayari In English

मैं मुश्किलों से घबराता नहीं हूं

और ना ही किसी से डरता हूं

बेफिक्री के साथ जीता हूं

सिर्फ अपने दिल की करता हूं

क्योंकि मुझे पता है कि मुश्किलें

आने से पहले ही टाल देंगे

मेरे पाप हैं न सब संभाल लेंगे ।

main mushkilon se ghabrata nahi hun

aur na hi kisi se darta hun

Befikari ke saath jeeta hun

sirf apne dil ki karta hun

kyoki mujhe pta hai ki mushkilen

aane se pahle hi taal denge

mere papa hain n sab sambhal lenge .

love you papa 💓

Father day shayari

Happy Father Day Shayari

ये सच है कि उन हाथों में अब ताकत नहीं है

भाग दौड़ करने की भी हिम्मत नहीं है

पर बात अगर मुझपर आए ……

तो वो अपनी हद से बढ़ जायेंगे

मेरे खुशियों के खातिर भगवान से भी लड़ जाएंगे।

ye sach hai ki un haaton me ab takat nahi hai

bhag daud karne ki bhi himmat nahin hai

par baat agar mujh par aaye ……….

to wo apni had se bhi badh jaayenge

mere khusiyon ke khatir bhagwan se bhi lad jaayenge.

love you papa 💓

Fathers day shayari

Father’s Day Shayari

शुक्रिया करूं भी तो किस किस बात का करूं

हर रोज एक नया कर्ज चढ़ा जाता है

जब कभी खयालात आते उनका मुझ पर

किए उपकारों का , उस रोज उनका दर्जा

भगवान से भी ऊपर बढ़ जाता है ।

shukriya karun bhi to kis kis baat ka karun

har roj ek naya karj chada jaata hai

jab kabhi khayalat aate unka mujh par

kiye upkaron ka , us roj unka darja

bhagwaan se bhi upar badh jaata hai .

love you papa 💓

Fathers day Shayari in hindi

Father’s Day Shayari In Hindi

मेरे कामयाबी के ख्वाब बुना करते हैं

हर चीज़ मेरे लिए बेस्ट चुना करते हैं

किसी चीज की कमी न होने देते

मेरे आंखों में कभी न होने देते

हर वक्त मुझ पर बस खुशियों की

बौछार करते हैं , मैं बता भी नही सकता

कि मेरे पापा मुझसे कितना प्यार करते हैं ।

meri kaamyabi ke khwab buna karte hain

har cheez mere liye best chuna karte hain

kisi cheez ki kami nahi hone dete

mere ankhon me kabhi nami nhi hone dete

har waqt bas mujh par khusiyon ki

bauchar karte hai , main bta bhi nahin sakta

ki mere papa mejhse kitna pyaar karte hain .

Love you papa 💓

Fathers day Shayari in English

Father’s Day Shayari In English

उंगली पकड़ कर चलना सिखाया आपने

सही गलत की पहचान कराया आपने

अगर आप न होते ये अस्तित्व न होता

बिना आपके ज्ञान का ऐसा व्यक्तित्व न होता ।

ungli pakad kar chalna sikhaya aapne

sahi galat ki pahchaan karaya aapne

agar aap n hote to ye astitwa n hota

bina aapke gyan ka aisa wyaktitwa n hota .

thank you so much papa ❤️

love you so much 💗

Happy fathers day Shayari

Father’s Day Shayari Special

मेरे पैदा होते ही पापा ने अपनी

कमाई का एक हिस्सा अलग कर दिया

ताकि बाद में मुझे वो सब कुछ मिल सके

जो कि एक अमीरों के बच्चे को मिलता है

मेरे आंखों में भी वो ख्वाब पल सकें

जैसे अमीरों के बच्चे का पलता है

इससे ज्यादा और क्या ही चाहिए कि

राजा का शहजादा न होते हुए भी

हर दिन रुआबी से चलता है ।

Mere paida hote hi papa ne apni

kamai ka ek hissa alag kar diya

taki baad me mujhe wo sab kuch mil sake

jo ki ek ameeron ke bacche ko milta hai

Mere ankhon me bhi wo khwaab pal saken

jaise ameeron ke bacche ka palta hai

isse jyada aur kya hi chahiye ki

raja ka sehjada nahi hote hue bhi

har din ruaabi se chalta hai .

love you papa 💓

Father day shayari in english

Father Day Shayari in Hindi

चाहे कोई कितना भी हौसला दे

फिर भी एक डर सा लगा रहता है

ना जाने कैसे क्या करूंगा इस सोच में

आंखें रात रात भर जगा रहता है

कास वो होते तो कोई फिक्र नही होती

आंखें बार बार दर्द से नही रोती

जब वो कहते की तू फिक्र क्यों करता है

अभी मैं हूं ना ………….

chahe koi kitna bhi hausla de

phir bhi ek dar sa laga rehta hai

na jane kaise kya karunga is soch me

ankhen raat raat bhar jaga rehta hai

kash wo hote to koi fikr nahi hoti

ankhen baar baar dard se nahi roti

jab wo kehte ki tu fikr kyon karta hai

Abhi main hun n ………..

miss you so much 💗

Father's day ke liye shayari

Father Day Shayari

मेरे हर एक ख्वाइशें पूरी की

मेरे जिदों को भी मंजूरी दी

लाख गमों को झेल कर भी

मुझ पर खुशियां बरसाने का

इरादा किया , मेरे पापा ने मेरी खातिर

अपने हैसियत से ज्यादा किया ।

mere har ek khwaishen puri ki

mere jidon ko bhi manjuri di

Lakh gmon ko jhel kar bhi

mujh par khusiyan barsane ka

Irada kiya , mere papa ne meri khatir

Apne haisiyat se jyada kiya .

Thank you so much papa ❣️

happy fathers day shayari in hindi

Fathers Day Shayari

ये सच है कि माई फादर इस द बेस्ट की रटे नही लगता

उनके साथ बैठकर दो चार बातें नहीं कर पाता

लेकिन इसका मतलब ये नही की मैं उनसे प्यार नही करता

उनसे दूर जाने के खयालों से नही डरता ।

ye sach hsi ki my father is the best ke raten nahi lagata

unke sath baithkar do chaar baten nahi kar pata

lekin iska matlab ye nahi ki main unse pyar nahi karta

Unse door jaane ke khayalon se nahi darta .

father's day special shayari

ये सच है कि माई फादर इस द बेस्ट रटे नहीं लगाता

उनके साथ बैठकर दो चार बातें नहीं कर पाता

लेकिन इसका मतलब ये नहीं कि मैं उनसे प्यार नहीं करता

उनके दूर जाने के खयालों से नहीं डरता ………..

ye sach hai ki my father is the best ki raten nahin lagata

unke saath baithkar do char baaten nahin kar paata

lekin iska matlab ye nhi ki unse pyar nahin karta

unke door jaane ke khayalon se nahin darta ……..

मेरी हर एक ख्वाईशें पूरी की

मेरे जिदों को भी मंजूरी दी

लाखों गम झेल कर भी मुझ पर

खुसियां बरसाने का इरादा किया

मेरे पापा ने मेरी खातिर अपने

हैसियत से भी ज्यादा किया ……..

meri har ek khwaishen puri ki

mere jidon ko bhi manjori di

lakhon gam ko jhel kar bhi mujh par

khusiyaan barsane ka irada kiya

mere papa ne mere khatir apne

haisiyat se bhi jyada kiya ……………

User Also Read

Heart Touching Mother’s Day Shayari In Hindi

One thought on “Father Day Shayari in Hindi

  1. First of all, thank you for the info, and your perception. I
    can enjoy this blog and most importantly this particular blog
    post. At this time, I feel I squander far too enough time on-line, checking out junk, essentially.

    This was a refreshing differ from that experience. However, I think that
    perusing other’s thoughts is a very important
    investiture of at least some of my regular allotment of amount of
    time in my timetable. It’s almost like looking through the chaff to obtain the treasure.
    As well as, whatever analogy works for you.
    Still, near the computer is most likely as harmful to you as smoking cigarettes and fried
    chips. http://at-Home-massage-nj.njmassage.info/at-home-massage/2014/03/girls-spa-parties-and-bullying-changing-negative-patterns-among-kids%e2%80%99-interactions/

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *