sad shayari in hindi | sad shayari | dard sad shayari | sad shayari on life | sad shayari image | hindi shayari love sad | painful sad heart touching shayaris | alone sad shayari in english | sad shayari for girls | sad shayari in hindi for life | sad shayari status |
sad shayari photo | life depression sad shayari | sad shayari dp | very sad shayari | heart touching sad shayari in english | broken heart sad shayari | new sad shayari | sad shayari in hindi text | sad shayari wallpaper | sad shayari pic | sad dp shayari | bewafa sad shayari |
heart touching sad shayari | sad breakup shayari | dhoka sad shayari | sad attitude shayari | sad bharosa shayari | sad shayari in english for life | very sad shayari in hindi | sad motivational shayari | broken heart sad shayari in hindi | miss you sad shayari | sad shayari quotes |
shayari sad shayari | best sad shayari in hindi | ignore sad shayari | sad shayari english hindi | short sad shayari |
Sad Shayari in Hindi
जो तू मेरे साथ नहीं है
शामों में अब वो बात नहीं है
ना चांद किसी रोज देखता हूं
ना तारें गिनता हूं पागलों की तरह
तेरी यादों के सावन में
बस मैं बरसता रहता हूं बादलों की तरह ।
Jo tu mere sath nahi hai
Shamon me ab wo baat nahi hai
Na chand kisi roj dekhta hun
Na taren ginta hun paglon ki tarah
Teri yadon ke sawan me bas main
Barashta rehta hun badlon ki tarah .
सारे रास्ते खतम हो गए
फिर भी मंजिलें मुझे नहीं मिली
हमारे जज़्बात मिले दिल के
कमबख्त दिलें ही नहीं मिली ।
Sare raste khatam ho gye
Phir bhi manjile mujhe nahin mili
Humare zazbaat mile dil ke
Kambakhat dilen hi nahi mili .
Sad Shayari in Hindi For Life
कभी अश्कों में छलकता है
कभी हस्ता खिलखिलाकर
जब आंखों से गई ही नहीं
तो क्या मिला उसे जाकर ।
Kabhi ashkon me chalakta hai
Kabhi hasta khilkhila kar
Jab ankhon se gayi hi nahi
To kya mila use jaakar .
Best Sad Shayari in Hindi
मेरे शायरी का लफ्ज़ उसे फीका लगने लगा
बदला बदला सा उसका तरीका लगने लगा
मैं समझ गया हम रिश्ते की आखिरी मंजिल में है
अब कोई और ही है जो उसके दिल में है ।
Mere shayari ka lafz use fika lagne laga
Badla badla sa uska tareeka lagne laga
Main samajh gya hum rishtey ki aakhiri manzil me hai
Ab koi aur hi hai jo uske dil me hain .
वो कहती है कि मुझे मत चाहो
तुम मुझे हासिल नहीं कर सकते
मुझे पाने के लिए काबिलियत चाहिए
तुम उतने काबिल नहीं बन सकते
कोई उसे बतला दो कि प्यार के लिए
दिल चाहिए काबिलियत नहीं ।
Wo kehti hai ki mujhe mat chaho
Tum mujhe hasil nahin kar sakte
Mujhe paane ke liye kabiliyat chahiye
Tum utne kabil nahin ban sakte
Koi use batla do ki pyar ke liye
Dil chahiye kaabiliyat nahin .
वफा के बदले दगा मिलना
ये रीत बहुत पुरानी है
क्या कहूं कि ऐसी ही
मेरी भी एक कहानी है ।
Wafa ke badle daga milna
Ye reet bahut purani hai
Kya kahun ki aisi hi
Meri bhi ek kahani hai .
यूं मेरा हाल पूछ कर और खराब मत करो
मेरे गमों का इतना हिसाब मत करो
मैने दिल को दिलासा बड़ी मुश्किल से दिया है
इस झूठ को तुम बेनकाब मत करो ।
Yun mera haal puchkar aur kharab mat karo
Mere gamon ka itna hisaab mat karo
Maine dil ko dilasha badi mushkil se diya hai
is jooth ko benaqaab mat karo .
मां कहती है कि शादी की उमर हो चली है
किसी हाथ थाम लूं या जो नजर में उसका नाम लूं
अब मां को क्या बताऊं जो नजर में थी
वो लहर बनकर आंखों का ख्वाब छोड़ गई
जिसका खिलौना तूने जान से ज्यादा सम्हाला
वो उसका दिल और तेरा रुआब तोड़ गई ।
Maa kehti hai ki sadi ki umar ho chali hai
Kisi ka haath tham lun ya jo nazar me hai uska naam lun
Ab maa ko kya btaun jo nazar me thi
Wo lahar bankar ankhon ka khwaab chod gayi
Jiska khilauna tune jaan se jyada samhala
Wo uska dil aur tera ruaab tod gyi ……..
हम दोनो में ज्यादा फर्क नहीं है
मैने सब कुछ छोड़ा तेरे लिए
तूने सब कुछ छोड़ा किसी और के लिए ।
Hum dono me jyada fark nahin hai
maine sab kuch choda tere liye
Tune Sab kuch choda kisi aur ke liye.
एक बात कहूं बुरा मत लगाना
मेरे बाद अगर किसी से दिल लगे
तो साथ अधूरा मत निभाना
क्योंकि ये जुदाई का दर्द सब नहीं सह पाएगा
मेरी ही तरह वो भी बेमौत मर जाएगा ।
Ek baat kahun bura mat lagana
Mere baad agar kisi se dil lage
To saath adhura mat nibhana
Kyoki ye judai ka dard sab nahin sah paayega
Meri hi tarah wo bhi bemaut mar jaayega .
दोनो एक दूसरे के लिए रब था
बस अलग दोनों का मज़हब था
एक नमाजें पढ़ा करती है
एक मंदिर में रहा करता था
मेरी राधा मुझे मिल जाए
रोज़ कान्हा से कहा करता था
पर मज़हबी लोगों ने उजाड़ दिया
उसके इश्क ज़मीन में गाड़ दिया
तड़प में जान निकलते रहे
इश्क ए आग में दोनों जलते रहे
जल जलकर दोनो राख हो गए
इस जहां में तो कुछ बदला नहीं
पर उस जहां में दोनो पाक हो गए ..
Dono ek dusre ke liye rab tha
Bas alag dono ka mazhab tha
Ek namazen padha karti thi
Ek mandir me raha karta tha
Meri radha mujhe mil jaye
roj kanha se kaha karta tha
Par mazhabi logo ne uzaad diya
Uske Ishq zameen me gaad diya
Tadap me jaan nikalte rahe
Ishq e aag me dono jalte rahe
Jal jalkar dono raakh ho gye
Iss jahan me to kuch nahi badla
Par uss jahan me dono paak ho gye ..
क्यों नहीं समझती हो अहमियत तुम अपनी
मैं काबिल नहीं पास रखो मोहब्बत तुम अपनी
हमसे कहीं बेहतर मिलेंगे तुम्हें ज़िंदगी के राहों में
चलो चलते है याद रखना हमें बस दुआओं में ..
Kyon nahin samajhti ho ahmiyat tum apni
Main kabil nahi paas rakho mohabbat tum apni
Humse kahin bahtar milenge tumhe jindgi ke rahon me
Chalo chalte hai yaad rakhna humko duawon me ..
कितनी मोहब्बत करती थी वो
मुझपर जां निशार करती थी वो
फिर क्या हुआ ऐसा कि
मेरी तस्वीरें जलाने लगी
कल तक जो ख्वाबों में रखती थी
मुझे आज यादों से मिटाने लगी …..
Kitni mohabbat karti thi wo
Mujhpar jaan nishar karti thi wo
Phir kya hua aisa ki
Meri tasveere jalane lagi
Kal tk khwabon me rakhti thi mujhe
Aaj yadon se mitane lagi …
ये ज़रूरी नहीं की चांद हो
आसमां में तभी रात होती है
पहली नज़र में चाहना और
आखिरी नज़र तक चाहना
ये दोनों दो बात होती है …..
Ye jaruri nahin ki chaand ho
Aasman me tabhi raat hoti hai
Pahli nazar me chahna aur
Aakhiri nazar tak chahna
Ye dono do baat hoti hai …
आशिकी में कोई बेबाक था जो
वो इतना कैसे संभल सकता है
हैरान हूं ये सोचकर कि तुम ही हो ,
चंद दिनों में कोई इतना कैसे बदल सकता है..
Aashiqi me koi bebaak tha jo
Wo itna kaise sambhal sakta hai
Hairaan hun ye sochkar ki tum hi ho
Chand dino me koi itna kaise badal sakta hai
कुछ पलें बहतरीन बीते जो साथ हैं
आज भी अक्सर मुझे आ जाते याद हैं
इन्हीं यादों को सिरहाने रखकर
बिताऊं मैं सारी रातें , फिर
कब तुमसे होगी वो पुरानी बातें ..
जिसमें बोलती तुम जाती थी
मैं खामोशी से सुनता था
हम तुम यूं ही साथ रहे हरदम
ख्वाईशें ये आंखों में बुनता था
अब तनहाईयों में महसूस करता हूं
यही ज़िंदगी जीने का बुनियाद है
कुछ पलें बहतरीन बीते जो साथ हैं
आज भी अक्सर मुझे आ जाते याद हैं…
Kuch palen bahtareen beete jo saath hain
Aaj bhi akshar mujhe aa jate yaad hain
Inhi yaadon ko sirhane rakhkar
Bitaun main sari raaten, phir
Kab tumse hogi wo purani baten
Jisme bolti tum jaati thi
Main khamoshi se sunta tha
Hum yun hi saath rahen hardam
Khwaishen ye ankhon me bunta tha
Ab tanhaiyon me mahsoos karta hun
Yahi jindgi jeene ka buniyaad hai
Kuch palen bahtareen beete jo saath hain
Aaj bhi akshar mujhe aa jaate yaad hain ….
मैं तन्हा मर के जी रहा
आशुओं के घुंट पी रहा
वो मस्त है अपनी महफिल में जैसे
मैं कभी था ही नहीं उसके दिल में ……..
Main tanha mar ke je rha
aashuon ke ghunt pee rha
Wo mast hai apni mehfil me jaise
Main kabhi tha hi nahi uske dil me …
एक गलती हुई मुझसे मैंने प्यार किया
जो आने वाला नहीं था उसका इंतजार किया
उससे रूखसती में मैने दिन सोग्वार किया
अपनी हंसती खेलती ज़िंदगी को तार तार किया ..
Ek galti hui mujjse maine pyar kiya
Jo aane wala nhi tha uska intezaar kiya
Usse rukhsati me maine din sogwaar kiya
Apni hasti khelti duniya ko taar taar kiya …
अमावस की रात में वो चांद बन कर आया था
मैं भी किसी का प्यारा हूं ये गुमान बनकर आया था
पर ऐसा रहा तकदीर कि गुमान ज्यादा चला नहीं
जो मोहब्बत बोया था दिल में वो न जाने क्यों फला नहीं ..
Amawas ki raat me wo chaand bankar aaya tha
Main bhi kisi pyara hun ye gumaan ban kar aaya tha
Par aisa Raha taqdeer ki gumaan jyada chala nahin
Jo mohabbat boya tha dil me wo na jane kyon fala nahin …
वो जो कहती थी बिल्कुल सही कहती थी
वक्त मिला है आज प्यार कर लो अभी
क्या पता फिर कल मिले या न मिले कभी
मैं सोचता रहा वो ये सब बिछड़ने के डर से बोलती है
मुझे क्या पता था कि वो रिश्तों को पैसे से तोलती है .
Wo jo kahti thi bilkul sahi kahti thi
Waqt mila hai aaj pyaar kr lo abhi
Kya pta phir kal milen ya n mile kabhi
Main Sochta rha wo ye sab
bichadne ke dar se bolti hai
Mujhe kya pta tha ki wo
Rishton ko paison se tolti hai ….
जिसे रातों में मैं देखता था खूबसूरत ख्वाब समझकर
उसने ठुकरा दिया मुझे बस नाकामयाब समझकर ..
Jise raton me main dekhta tha khubsurat khwaab samajhkar
Usne thukra diya mujhe bas nakaamyaab samajhkar …
वफा के बदले दगा मिलना ये रीत बहुत पुरानी है
क्या कहूं कि मेरी भी ऐसी ही एक कहानी है ..
Wafa ke badle daga milna ye reet bahut purani hai
Kya kahun ki meri bhi aise hi ek kahani hai …
User Also Like
Heart Touching Sad Shayari | Quotes | In Hindi
100+ Heart Touching Shayari For Love
500+ Best Love, Romantic Shayari In Hindi
Emotional Sad Shayari In English
Heart Touching BreakUp Sad Shayari